04/21/2008

PHP



This is a test entry


Categories: Technology
posted by sanjay at 10:00:00 am | Leave Comment [0] | # Link to this entry
06/05/2007

Excel Megic



Hi, All

Lets try it

1. Open the attached file using Microsoft Excel.

2. Select the sheet using Ctrl + A.

3. Click Format -> Row -> Height. Set the height as 15.

4. Click Format -> Column -> Width. Set the width as 2.

5. Finally set the zoom at 15% (View -> Zoom).

Unbelievable but true ....

It's really cool . .. apparently such a thing can be done using Excel.

download file here:
blogfreehere.com/uploads/j/jignesh/301.xls


Categories: Uncategorized
posted by Jignesh Patel at 10:00:00 am | Leave Comment [0] | # Link to this entry
04/03/2007

Gujarati Thoughts





બ ધ ે જ પ ડ જ ો પ ણ પ ્ ર ે મ મ ા પ ડ શ ો ન હ ી ,
ન ે જ ો પ ડ ો ત ો પ છ ી ર ો ડ ણ ા ં ર ડ શ ો ન હ ી .

પ ્ ર ે મ જ ે વ ુ ક ઈ ન થ ી , છ ે આ બ ધ ા લ ા ગ ણ ી વ ે ડ ા ,
ઇ શ ્ ક ન ી ગ જ ્ ઞ લ ન ા ં ર વ ા ડ ે ચ ડ શ ો ન હ ી .

પ ્ ર ે મ િ ક ા સ ુ ખ ે થ ી ખ ા ત ી હ શ ે ગ ા જ ર ન ો હ લ ્ વ ો ,
ન ે ત મ ે વ ી ર હ ્ મ ા ભ ુ ખ ે મ ર ત ા હ શ ો .
ક ા મ ક ઢ ા વ વ ા ન ા ન ુ શ ્ ખ ા ં ગ ણ ા હ ો ય છ ે ,
દ ર ે ક મ િ ઠ ા સ ્ મ િ ત ન ે પ ્ ર ે મ ગ ણ શ ો ન હ ી ,

ભ ણ શ ો ન ે ગ ણ શ ો ત ો જ શ ુ ખ પ ા મ શ ો ,
ન હ િ ત ર પ છ ી મ ફ ત મ ા પ ણ ખ પ શ ો ન હ ી ...."


http://jignesh.youaremighty.com/

It hurts to love someone and not be loved in return, But what is more painful is to never have the courage to let that person know how you feel. Don't go for looks they can deceive. Don't go for wealth even that fades away.
Go for someone who makes you smile because it takes only a smile to make a dark day seem bright. It takes only a minute to get a crush on someone, an hour to like someone, and a day to love someone-but it takes a lifetime to forget someone....

ખ ુ શ ્ બ ૂ મ ા ં ખ ી લ ે લ ા ં ફ ૂ લ હ ત ા ં ઊ ર ્ મ િ મ ા ં ડ ૂ બ ે લ ા જ ા મ હ ત ા ં ,
શ ુ ં આ ં સ ુ ન ો ભ ૂ ત ક ા ળ હ ત ો -શ ુ ં આ ં સ ુ ન ા ં પ ણ ન ા મ હ ત ા ં .
થ ો ડ ી ક શ િ ક ા ય ત ક ર વ ી 'ત ી થ ો ડ ા ક ખ ુ લ ા સ ા ક ર વ ા 'ત ા ,
ઓ મ ો ત જ ર ા ર ો ક ા ઇ જ ા ત ો બ ે ચ ા ર મ ન ે પ ણ ક ા મ હ ત ા ં .


Categories: Uncategorized
posted by Jignesh Patel at 10:00:00 am | Leave Comment [0] | # Link to this entry
03/13/2007

Nice Messages



Here is the help file for javascript.

www.blogfreehere.com/uploads/j/jignesh/179.chm


Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,

Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…

Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,

Jra humkadam banke mere sath chalna kabhi
Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dha’rkna kabhi






Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai

Sapne dekhe bhi nahi aur toot gaye,
wo hamse mile bhi nahi aur ruth gaye,
Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi,
ek barish hi thi jo sath mere roti rahi...

Mat rakh humse wafa ki umeed a dost,
humne har dam bewafai payi hai,
mat dhund mere jism per jhakhmon k nishan ,
humne har dam dil pe chot khayi hai.

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata...

Mohabbat mujhe thi usse itni,
uski yaado mein dil tadapta raha,
maut bhi meri chahat ko
Rok na saki,
kabar mein bhi mera dil dhadkta raha...

Kise ke vaade par jindagi tabah kar baithe,
diwangi me yeh kaisa gunah kar baithe,
ek chand ki aarzu ke liya ,
hum apni hasin rato ko fanah kar baithe....

Jabse tera saath hai mila aur kuch paane ki tamanna na rahi,
Pa liya jab rab ke roop mein tujhko ,
to ab rab paane ki tamanna na rahi,
Bas dil mein armaan tha sirf tera ban ke rehna ka,
Ab kisi aur ko dekhne ki tamanna na rahi,
Khud se bhi zyada pyar karte hai tumhe,
ab khud ko aaine mein dekhne ki tamanna na rahi,
Hum jaise bhi hai tere hai,
ab tujh s kuch aur kehne ki tamnna na rahi..........

Tum mujhse hokar juda kahaan jaoge..
Saath na denge raaste to lautkar yahin aaoge..
Kyun kar hona chahte ho tum door youn mujhse...
Kya hai meri khatayen yeh tum mujhe bataoge...
Dil ne sirf tumko chaha to uski saja kyun...
Tum bhi kya mujhse youn kabhi juda rah paoge...
Aks aaine mein dekhte ho to main hi aoun najar..
Fir kis haal mein apne aap ko tum khush paoge....

Kisi k pyar me gehri chot khai hai,
wafa se pehle hi bewafai pai hai,
log to dua mangte hain is haal me marne ki,
par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai...

karu to hu shu yaad karu? ke shu karu friyaad tamne?
jindgi bhar sath nibhavani kasmo khatheli-e kasmo ne yaad karu?
ke e pal pal ne yaad karu je tamari sathe vitawela e-pal pal ne yaad karu?
ke labzo ne yaad karu je tame amne jaan ane ame tamne
janu kahine bolavata e-labzo ne yaad karu?
e mithladi raato ne yaad karu je tamari sathe phone par
ashamyit vaato karta hata e-vaato ne yaad karu ke tame amari saathe kareli bewfai ne yaad karu?
tamej batao ke karu to hu shu yaad karu???..........

yahaan kisi ko hastey aarjo na mila,
kisi ko wo na mili, kisi ko hum na milah.

meherbaan ho kar bulah lo chaheh jis waqat bhi,
main gaya waqat nahin ki laut ke na aa saku

Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai nahi jab koi aas-paas hota hai..

Hum aapki yaad mein udas hai,
Bas aapse milne ki aas hai,
Chahe dost kitne hi kyu na ho,
Mere liye to aap hi khas hai...

Gum ki aandhiya aaise chali,
Hum tum bichadh gaye,
Aansu bhi humse puchne lage,
Aapke saathi kidhar gaye...

matlab ki hoti hein dunia saari,
yahan kaun kisi ka hota hein,
detein hein dhoka wahi,
jin per bharosa hota hein...


khuda ne dil diya tumhein isme in basaane ki liyein,
tumne gum diya apani yaad mein tadpanein ke liyein,
saaki ne jaam diya yaad tumahari bhulaanein ke liyein,
humnein khudi ko hi bhulah diya tumhein bhulaaneh ke liya.

Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi rooth jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi...

Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakhi thi
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain mohabbat se nafrat ho gayi...

Do Kadam TO Sab Chal Lete Hain, Par,
Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata
Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein
To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata!

Aasmaan Ko Neend Aaye To Sulaayein Kahan
Dharti Ko Maut Aaye To Dafnaayein Kahan
Saagar Mein Lehar Aaye To Chupaaein Kahan
Hume Aapki Yaad Aaye To Jaayein Kahan!!

aisa rumaal hi kahan
jo mere asoon ko poch sake
tumhara aisa yeah dil kahan jo
mere haal ko samajh sake

milo na milo milne ka gham nahi,
tum paas se guzar jao yeh milne se kam nahi.

maana k tumhe hamari kadrr nahi,
lekin unhe pucho jinhe hum haasil nahi.


Every tear is a sign of brokeness, every silence is a sign of lonliness, every smile is a sign of kindness, every sms is a sign of remembrance.

Lessons of life: Learn 2 care, learn 2 smile, learn 2 cry, learn 2 give, learn 2 forgive, learn 2 share, learn 2 trust, n learn 2 love & learn 2 say: you Miss me!

My eyes are hurting becoz I can’t see u, my arms r empty becoz I can’t hold u, my lips are cold becoz I can’t kiss u & my heart is breaking coz I’m not with u.

A simple Bye make us cry, A simple Joke make us laugh, simple Care make us fall in love. I hope my simple SMS make you think of me. I Miss U



Categories: Uncategorized
posted by Jignesh Patel at 10:00:00 am | Leave Comment [1] | # Link to this entry